Description
Hindi movie : Laila Majnu Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Barbaad mohabbat ki duwa saath liye jaa Toota huwa iqraar-e-wafa saath liye jaa Ik dil tha jo pehle hi tujhe saump diya tha Ye jaan bhi eh jaan-e-adda saath liye jaa Tapti huwi raahon mein tujhe aanch na pahunche Diwaane ke ashqon ki ghata saath liye jaa Shaamil hai mera khoon-e-jigar teri hina mein Ye kam ho to ab khoon-e-wafa saath liye jaa Ham jurm-e-mohabbat ki saza paayenge tanha Jo tujhse huwi ho woh khata saath liye jaa
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 06:44
Rating: 1.00
Views: 2660
|