Share and download high quality stock photos

Network sites: Free Tutorials  |  Free Templates  |  CSS Gallery Showcase  |  Royalty Free Textures

Ai mere dil kahin aur chal gam ki duniyaa se dil bhar gayaa



Bookmark this video: delicious digg google furl su
Link to this Video:   Embed:

Description

Hindi movie : Daag Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Ai mere dil kahiin aur chal Gam kii duniyaa se dil bhar gayaa Dhundh le ab koi ghar nayaa -2 Ai mere dil kahiin aur chal Chal jahaan gam ke maare na hon Jhootii aashaa ke taare na hon -2 Jhootii aashaa ke taare na hon In bahaaron se kyaa faayadaa Jis mein dil kii kalii jal gai Zakham phir se haraa ho gayaa Ai mere dil kahiin aur chal Chaar aansuu koi ro diyaa Pher ke munh koi chal diyaa -2 Pher ke munh koi chal diyaa Lut rahaa thaa kisii kaa jahaan Dekhatii rah gai ye zamiin Chup rahaa beraham aasamaan Ai mere dil kahiin aur chal Gam kii duniyaa se dil bhar gayaa Dhundh le ab koi ghar nayaa Ai mere dil kahiin aur chal

Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry

Length: 03:43
Rating: 4.00
Views: 1491