Share and download high quality stock photos

Network sites: Free Tutorials  |  Free Templates  |  CSS Gallery Showcase  |  Royalty Free Textures

Aur is dil mein kya rakhaa hai teraa hii pyaar chhupaa rakha



Bookmark this video: delicious digg google furl su
Link to this Video:   Embed:

Description

Hindi movie : Imaandaar Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Aur is dil mein kya rakhaa hai - 2 Teraa hii pyaar chhupaa rakhaa hai - 2 Chiir ke dekhe, dil meraa to - 2 Teraa hii dard chhupaa rakhaa hai - 2 Pyaar ke afsaane, sune the logon se Pyaar kyaa hotaa hai yah tuune samajhaayaa Milaa dil tujhase to khaab dekhe aise Junuun jaane kaisaa, javaan dil pe chhaayaa Dil meinn aisaa dard uthaa dil ho gayaa diivaanaa Dil ho gayaa diivaanaa ... Diivaanon ne is duniyaa mein - 2 Dard kaa naam davaa rakhaa hai - 2 Aur is dil mein kyaa rakhaa hai Teraa hii dard chhupaa rakhaa hai-2 Nigaahon mein merii, yeh suurat hai terii Zindagi yeh meri ammanat hai terii Dhadakate siine mein mohabbat hai terii Mohabbat hai terii, ibaadat hai merii Tere sivaa kuchh yaad nahiin hai tuu hii tuu dil mein Haan tuu hii tuu dil mein Dil ne pyaar kii puujaa kii hai - 2 Pyaar kaa naam Khudaa rakhaa hai - 2 Aur is dil mein, kyaa rakhaa hai Teraa hii pyaar chhupaa rakhaa hai

Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry

Length: 05:44
Rating: 2.33
Views: 2037