Description
Hindi Movie : Aap Ki Parchhaayian Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Ek matwaala aaj chala apni manzil ko-2 Kismat ne assaan kiya hai har mushkil ko In aankhon mein jhoom rahe hain sapne Gale milenge has has kar sab apne Aaj ye dil pa lega apno ki mehfil ko Ek matwaala aaj chala apni manzil ko aa aa.... Jisne in aankhon ko pyaar sikhaaya-2 Jisne pyaar ka pahla geet sunaaya Aaj uske qadmon pe rakh doonga is dil ko Ek matwaala aaj chala apni manzil ko Toofaano ki god mein kismat kheli Khoob ladi maujon se jaan akeli Chaar qadam par dekh raha hun ab saahil ko Ek matwaala aaj chala apni manzil ko Kismat ne assaan kiya hai har mushkil ko
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 02:34
Rating: N/A
Views: 486
|