Description
Hindi movie : Chaudavin Ka Chaand Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Mili khaak mein mohabbat jalaa dil kaa aashiyaana-2 Jo thee aaj tak haqiiqat, wahi ban gayee fasaana Mili khaak mein mohabbat, jalaa dil kaa aashiyaana Ye bahaar kaisi aai, jo khizaan bhi saath layee-2 Main kahaan rahoon chuman mein, meraa lut gayaa thikaana Mili khaak mein mohabbat, jalaa dil kaa aashiyaanaa Mujhe raastaa dikhaakar, mere kaaravaan ko loota-2 Idhar aa gale lagaa loon, tujhe garadish-e-zamaana Mili khaak mein mohabbat, jalaa dil kaa aashiyaanaa Jo thee aaj tak haqiiqat, wahi ban gayi fasaanaa
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 03:33
Rating: N/A
Views: 401
|