Description
Hindi movie : Bandini Artists : Max Chaudhry & Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane O jaane waale ho sake to laut ke aana ye ghaaT tuu ye baaT kahii.n bhuul na jaanaa bachapan ke tere miit tere sa.ng ke sahaare Dhuu.NDhe.nge tujhe galii-galii sab ye Gam ke maare puuchhegii har nigaah kal teraa Thikaanaa o jaanevaale... hai teraa vahaa.N kaun sabhii log hai.n paraae parades kii garadish me.n kahii.n tuu bhii kho naa jaae kaa.NTo.n bharii Dagar hai tuu daaman bachaanaa o jaanevaale... de de ke ye aavaaz koyee har gha.Dii bulaae phir jaae jo us paar kabhii lauT ke na aae hai bhed ye kaisaa koyee kuchh to bataanaa o jaanevaale...
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 04:16
Rating: 3.00
Views: 1023
|