Share and download high quality stock photos

Network sites: Free Tutorials  |  Free Templates  |  CSS Gallery Showcase  |  Royalty Free Textures

Beqaraar karke hamein yu na jaaiye aap ko hamaari kasam laut



Bookmark this video: delicious digg google furl su
Link to this Video:   Embed:

Description

Hindi movie : Bees Saal Baad Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane (Beqaraar karke hamein yu na jaaiye Aap ko hamaari kasam laut aaiye) - 2 Dekhiye woh kaali kaali badliya Zulf ki ghata chura na le kahi Chori chori aake shokh bijliya Aap ki adaa chura na le kahi Yu qadam akele na aage badhhaaiye Aap ko hamaari kasam laut aaiye... (Dekhiye gulaab ki woh daaliya Badhhke choom le na aap ke qadam) - 2 Khoye khoye bhanware bhi hain baag mein Koyi aap ko bana na le sanam Behki behki nazro se khud ko bachaaiye Aap ko hamaari kasam laut aaiye... Zindagi ke raaste ajeeb hain In mein is tarha chala na kijiye Khair hai issi mein aap ki huzoor Apna koyi saathi dhhundhh lijiye Sun ke dil ki baat na muskuraaiye Aap ko hamaari kasam laut aaiye...

Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry

Length: 03:53
Rating: 3.00
Views: 1228