Description
Hindi movie : Andaaz Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Tu kahe agar tu kahe agar Tu kahe agar jeevan bhar Main geet sunaataa jaaun man been bajaataa jaaun Tu kahe agar Aur aag main apne dil ki Har dil mein lagaata jaaun Dukh dard mitaata jaaun Tu kahe agar Main saaz huun tuu saragam hai - 2 Deti jaa sahaare mujh ko - 2 Main raag huun tu veenaa hai - 2 Is dam jo pukaare tujh ko Aavaaz mein teri har dam Aavaaz milaataa jaauun Aakaash pe chhaataa jaauun Tu kahe agar In bolon men, tuu hii tuu hai Main samajhuun yaa tuu jaane, ho jaane In men hain kahaani meri in men hain tere afasaane In men hain tere afasaane Tu saaz uthaa ulfat kaa Main jhuum ke gaataa jaauu.n Sapanon ko jagaataa jaauu.n Tu kahe agar
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 03:43
Rating: 1.00
Views: 1041
|