Share and download high quality stock photos

Network sites: Free Tutorials  |  Free Templates  |  CSS Gallery Showcase  |  Royalty Free Textures

Tujhe sooraj kahoon ya chanda tujhe deep kahoon ya taara



Bookmark this video: delicious digg google furl su
Link to this Video:   Embed:

Description

Hindi movie : Ek Phool Do Maali Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Tujhe sooraj kahoon ya chanda Tujhe deep kahoon ya taara Mera naam karega roshan Jag mein mera raaj dulaara - 2 Main kab se taras raha tha Mere aangan mein koi khele Nanhi si hansi ke badle Meri saari duniya le le Tere sang jhool raha hai Meri baahon mein jag saara Mera naam karega roshan Jag mein mera raaj dulaara Tujhe sooraj kahoon ya chanda Tujhe deep kahoon ya taara Mera naam karega roshan Jag mein mera raaj dulaara Aaj ungli thaamke teri Tujhe main chalna sikhlaaoon Kal haath pakadna mera Jab main booddha ho jaaoon Tu mila to maine paaya Jeena ka naya sahaara Mera naam karega roshan Jag mein mera raaj dulaara Tujhe sooraj kahoon ya chanda Tujhe deep kahoon ya taara Mera naam karega roshan Jag mein mera raaj dulaara Mere baad bhi is duniya mein Zinda mera naam rahega Jo bhi tujhko dekhega Tujhe mera laal kahega Tere roop mein mil jaayega Mujhko jeevan dobaara Mera naam karega roshan Jag mein mera raaj dulaara Tujhe sooraj kahoon ya chanda Tujhe deep kahoon ya taara Mera naam karega roshan Jag mein mera raaj dulaara

Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry

Length: 05:49
Rating: 3.00
Views: 5007