Description
Hindi movie : Phir Wohi Dil Laaya Hun Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Aanchal mein sajaa lena kaliyaan zulfon mein sitaare bhar lena Aise hi kabhi jab shaam dhale, tab yaad hamein bhi kar lena Aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan Aaya thaa yahaan begaana sa-2 Chal doonga kaheen deevaana sa-2 Deevaane ki khaatir tum koyee, ilzaam na apane sar lena Aise hi kabhi jab shaam dhale, tab yaad hamein bhi kar lena Aanchal mein sajaa lena kaliyaan Rasta jo mile anjaan koyee-2 Aa jaaye agar toofaan koyee-2 Apane ko akela jaan ke tum Aankhon mein na aansoon bhar lena Aise hii kabhi jab shaam dhale, tab yaad hamen bhi kar lena Aanchal mein sajaa lena kaliyaan
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 03:09
Rating: N/A
Views: 1438
|