Description
Hindi movie : Lal Quila Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Na kissi ki aankh ka noor hun Na kissi ke dil ka qaraar hun Jo kissi ke kaam na aa saka Main woh ek musht-e-ghubaar hun Na to main kissi ka habib hun Na to main kissi ka raqeeb hun Jo bigad gaya woh naseeb hun Jo ujad gaya woh dayaar hun, jo kissi ke ... Mera rang-roop bigad gaya Mera yaar mujhse bichhad gaya Jo chaman fizaan mein ujad gaya Main usi ki fasl-e-bahaar hun, jo kissi ke ... Aaye faateha koyi aaye kyun, Koyi chaar phool cha-ra ye kun Koyi aake shama jalaye kyun Mein woh be-kasi ka mazar hun
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 04:33
Rating: 3.67
Views: 1879
|