Description
Hindi movie : Goonj Uthi Shehnaayee Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Bikhar gaye bachpan ke sapne Armaano ki shaam dhale Kaheen saje baraat kissee ki Kaheen kissee ka pyaar jale Kehdo koyee na kare yahan pyaar Is mein khusiyan hain kum Beshumar hain ghum Ik khushi aur aansu hazaar Kehdo koyee na kare yahan pyaar Hum ne to samjha tha phool khile Chun chun ke dekha to kaante mile Ye anokha jahan Har dum dhoka yahan Is mein chain naheen na qaraar Kehdo koyee na kare yahan pyaar
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 03:59
Rating: 5.00
Views: 1254
|