Description
Hindi movie : Hum Sub Ustaad Hain Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Ajanabi tum jaane pahachaane se lagate ho - 2 Ye badi ajiib si baat hai, ke nayee nayee mulaakaat hai Phir bhi jaane kyon, ajanabii ... Tumane kabhi pyaar kiyaa tha kisii raahii se - 2 Tumane kabhi vaada kiyaa tha kisii sathi se Na vo pyaar rahaa, na vo baat rahi phir bhi jaane kyon, ajanabii ... Dil mein rahe aur hamara dil tod diyaa - 2 Saath chale, mod pe aake hamen chhod diyaa Tum ho kahaan, aur ham kahaan Phir bhi jaane kyon, ajanabii ...
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 04:00
Rating: 3.00
Views: 3227
|