Share and download high quality stock photos

Network sites: Free Tutorials  |  Free Templates  |  CSS Gallery Showcase  |  Royalty Free Textures

Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim guzara zamaana bachpan k



Bookmark this video: delicious digg google furl su
Link to this Video:   Embed:

Description

Hindi movie : Devar Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim Guzara zamaana bachpan ka Hay re akele chhod ke jaana Aur na aana bachpan ka Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim Woh khel, woh saathi woh jhule Woh daud ke kehna aa chhule Hum aaj talak bhi na bhule-2 Woh khwab suhaana bachpan ka Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim Iski sab ko pehchaan nahin-2 Yeh do din ka mehmaan nahin-2 Mushkil hai bahut aasaan nahin-2 Yeh pyar bhulaana bachpan ka Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim Milkar royen, fariyaad karen Un beete dino ki yaad karen Aye kaash kahin mil jaaye koi-2 Yun meet puraana bachpan ka Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim Guzara zamaana bachpan ka Hay re akele chhod ke jaana Aur na aana bachpan ka Aaya hai mujhe phir yaad woh zaalim

Channel: Music
Uploaded: March 6, 2008 at 2:57 am
Author: drkchaudhry

Length: 03:36
Rating: 3.00
Views: 2713