Description
Hindi movie : Daadi Ma Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Jaata hun main mujhe ab na bulaana Meri yaad bhi apne dil mein na laana Mera hai kya meri manzil na koyee thikaana Jata hun main... [Pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi Peechhe ghamon ki gali aage udaasi]-2 Main tanhaayee ka raahi Koyee apna na begaana mujhe ab na bulaana Meri yaad bhi apne dil mein na laana Jata hun main... [Mujh ko hassee bhi milli saaye liye dukh ke Khul ke na roya kissee kaandhe pe jhuk ke]-2 Mera jeevan bhi kya hai Adhoora sa ek afsana mujhe ab na bulaana Meri yaad bhi apne dil mein na laana Jata hun main... [Tha pyaar ka ek diya vo bhi bujhaa daala Dhundhala bhi kahin kyon ho ujaala]-2 Ab un yaadon se kah do Meri duniya mein na aana mujhe ab na bulaana Meri yaad bhi apne dil mein na laana Jata hun main...
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 04:44
Rating: 1.00
Views: 1648
|