Description
Hindi movie : Amaanat Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Teri jawani tapta mahina aye naazneena-2 Chhu le nazar to aaye paseena aye naazaneena teri jawani ... Haay ye tera lehra ke chalna ithala ke chalna-2 Rah rah ke dhadke dharti ka seena aye naazaneena-2 Teri jawani tapta mahina aye naazneena teri jawani ... Tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi-2 Har ang tera tarsha nagina aye naazaneena-2 Teri jawani tapta mahina aye naazneena teri jawani ... Aankhon mein bijli zulfon mein baadal saanson mein halchal-2 Tujhsi nahi koi kaatil haseena aye naazaneena-2 Teri jawani tapta mahina aye naazneena teri jawani ... Jeene ka koyee samaan karde ahsaan karde-2 Tere bagair ab mushkil hai jeena aye naazaneena-2 Teri jawani tapta mahina aye naazneena Chhu le nazar to aaye paseena aye naazaneena teri jawani ...
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 06:23
Rating: N/A
Views: 1297
|