Description
Hindi movie : Phir Wohi Dil Laaya Hun Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere TaraaneBanda parvar Banda parvar thaam lo jigar Ban ke pyaar phir aaya hoon Khidmat mein aap ki huzoor Phir wohi dil laya hoon -2 Jiski tadap se rukh pe tumhare aaya nikhaar gazab ka-2 Jiske lahu se aur bhi chamka rang tumhare lab ka Gesu khule zanjeer bane... aur bhi tum tasveer bane Aayina dildaar ka nazarana pyaar ka Phir wohi dil laya hoon Banda parvar Banda parvar thaam lo jigar Ban ke pyaar phir aaya hoon Khidmat mein aap ki huzoor Phir wohi dil laya hoon Meri nigahe shauk se bachkar yaar kahaan jaoge-2 Paav jahaan rakh doge adaa se dil ko wahin paoge Rahunn juda ye mazaal kahaan jaunn kahin ye khayal kahaan Banda dildaar ka nazarana pyaar ka Phir wohi dil laya hoon Banda parvar Banda parvar thaam lo jigar Banke pyaar phir aaya hoon Khidmat mein aap ki huzoor Phir wohi dil laya hoon
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 03:53
Rating: 4.00
Views: 2537
|