Description
Hindi movie : Pyaasa Resung by : Max Chaudhry & Dr K Chaudhry Album : Akash GeetSar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye Aaja pyaare paas hamaare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye Ye tel mera hai mushqui Na thand lage na khushqui Jis ke sir par haath phira dun qismat chamke uski Sun sun sun are beta sun Is champee mein badhe badhe gun Laakh dukhon ki ek dawa hai kyun na aazmaaye Kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye Pyaar ka hove jhagra ya business ka ho ragdha Sab lafdhon ka bojh hate jab padhe haath ik tagdha Sun sun sun are babu sun Is champee mein badhe badhe gun Laakh dukhon ki ek dawa hai kyun na aazmaaye Kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye Naukar ho ya malik Leader ho ya public Apne aage sabhi jhuke hain kya raja kya sainik Sun sun sun are babu sun Is champee mein badhe badhe gun Laakh dukhon ki ek dawa hai kyun na aazmaaye Kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 04:18
Rating: 3.00
Views: 2826
|