Description
Hindi movie : Ujaala Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Ab kahaan jaayen hum ye bataa aye zameen Is jahaan mein to koyee hamaara naheen-2 Apne saaye se bhi log darne lage Ab kissee ko kisse par bharosa naheen-2 Ab kahaan jaayen hum.... Hum ghar ghar jaate hain ye dil dikhlaate hain Par ye duniya waale humko thukraate hain -2 Raaste mit gaye manzilen kho gayee Ab kissee ko kisse par bharosa nahin Ab kahaan jaayen hum.... Nafrat hai nigaahon mein bahshat hai nigaahoon mein Ye kaisa zahar faila duniya ki hawaaon mein -2 Pyaar ki bastiyaan khaaq hone lagee Ab kissee ko kisse par bharosa nahin Ab kahaan jaayen hum.... Har saans hai mushqil ki har jaan hai ik moti Bazaar mein par inkee gintee hi naheen hoti -2 Zindagi ki yahaan koyee keemat nahin Ab kissee ko kisse par bharosa nahin-2 Ab kahaan jaayen hum ye bataa aye zameen Is jahaan me to koyee hamaara naheen
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 04:50
Rating: 1.00
Views: 1481
|