Description
Hindi movie : Andaaz Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Jhoom jhoom ke naacho aaj gaao aaj gaao khushi ke geet ho Gaao khushii ke geet Aaj kisii kii haar huyee hai, aaj kisii kii jiit ho Gaao khushii ke giit Jhoom jhoom ke Koyee kisii kii, aankh kaa taaraa Jeevan saathii, saajan pyaaraa Aur koyee taqadiir kaa maaraa Dhoondh rahaa hai dil kaa sahaaraa Kisii ko dil kaa dard milaa hai, kisii ko man kaa miit ho Gaao khushii ke giit Jhoom jhoom ke Dekho to kitanaa, khush hai zamaanaa Dil men umange lab pe taraanaa Band aankh aansuu na bahaanaa Ye to yahaan kaa dhang puraanaa Is ko mitaanaa us ko banaanaa, is nagarii kii riit ho Gaao khushii ke giit Jhoom jhoom ke
Channel: Music
Uploaded: November 30, 1999 at 12:00 am
Author: drkchaudhry
|
Length: 03:39
Rating: 2.14
Views: 1650
|